Bolte vo bhi nhi
kuchh aise hogye hain iss daur ke rishtey
awaz agar hum na dain to bolte vo bhi nhi,
iss qadar maghrur hogye hain aaj ke munsif
dalil agar mujrim na de to poochte vo bhi nhi,
aur qissa hamare dost ka kuchh aur hi hai
apna haal agar hum na kahen to poochte vo bhi nhii
ab to kbhi kbhi dimaag main ye baat bhi aati hai
ke sochna to thoda km kia hai main ne, pr itefaqan kbhi sochte vo bhi nhi.
क्या खूब कहा है आपने, दुनिया की पूरी सच्चाई चंद अल्फाजों में बयां कर दी है।
ReplyDeleteबेहद सुंदर लिखा है आपने. हमारे दिल की बात आपने लफ़्ज़ों में कह डाला.
ReplyDelete